PAL PAL DIL K PAAS
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Har shyam aankhon par
Tera aanchal lehraye
Har raat yaadon ki
Baarat le aaye
Maein saans leta hoon
Teri khushboo aati hai
Ek mehka mehka sa
Paigham laati hai
Meri dil ki dhadkan bhi
Tere geet gaati hai
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Kal tujhko dekha tha
Maine apne aangan mein
Jaise keh rahi thi tum
Mujhe bandhlo bandhan mein
Yeh kaisa rishta hai
Yeh kaise sapne hai
Begane hokar bhi
Kyun lagte apne hai
Mein soch mein rehta hu
Dar dar ke kehta hu
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Tum sochogi kyon itna
Maein tumse pyaar karoon
Tum samjhogi deewana
Maein bhi iqraar karoon
Dewaanon ki yeh baatein
Deewane jaante hain
Jalne mei kya mazaa hai
Parwane jaante hain
Tum yunhi jalate rehna
Aa aakar khwabon mein
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
LIKHE JO KHAT TUJHE
Likhe jo khat tujhe
Hazaaro rang ke
Nazaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Wo teri yaad mein
Hazaaro rang ke
Nazaare ban gaye
Saveraa jab hua
Toh phool ban gaye
Jo raat aayi toh
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Koi naghma kahi gunjaa
Kaha dil ne ye tu aai
Kahi chatki kali koi
Main ye samajha tu sharamayi
Koi khushboo kahi bikhari
Laga ye zulf laharaayi
Likhe jo khat tujhe
Wo teri yaad mein
Hazaaro rang ke
Nazaare ban gaye
Saveraa jab hua
Toh phool ban gaye
Jo raat aayi toh
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Fizaa rangi, adaa rangi
Ye ithalana, ye sharmana
Ye angdaai, ye tanhai
Ye tarsa kar chale jaanaa
Banaa de na kahi mujhko
Jawaan jadoo ye diwana
Likhe jo khat tujhe
Wo teri yaad mein
Hazaaro rang ke
Nazaare ban gaye
Saveraa jab hua
Toh phool ban gaye
Jo raat aayi toh
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Jahaan tu hai, wahaan main hoon
Mere dil ki tu dhadkan hai
Musaa r main tu manzil hai
Main pyaasa hoon tu saawan hai
Meri duniya ye nazrein hai
Meri jannat ye daaman hai
Likhe jo khat tujhe
Wo teri yaad mein
Hazaaro rang ke
Nazaare ban gaye
Saveraa jab hua
Toh phool ban gaye
Jo raat aayi toh
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
fi
HUMEY TUM SEY PYAR
Humein tumse pyaar kitna ye hum nahi jaante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Humein tumse pyaar kitna ye hum nahi jaante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Humein tumse pyaar
Soona gham judaai ka uthate hain log
Jaane zindagi kaise bitate hain log
Din bhi yahan to lage baras ke samaan
Humein intezar kitna ye hum nahi jaante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Hamein tumse pyaar
Tumhe koi aur dekhe to jalta hai dil
Badi mushkilon se phir sambhalta hai dil
Kya-kya jatan karte hain tumhe kya pata
Ye dil bekarar kitna ye hum nahi jaante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Humein tumse pyaar kitna yе hum nahi jaante
Magar jee nahin sakte tumhare bina
Humеin tumse pyaar
CHALA JATA HUN
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Milan ki masti
Bhari aankho me
Hazaaro sapane
Suhaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Ye masti ke
Nazaare hai
To aise me
Sambhalanaa kaisaa meri qasam
Tu laharaati
Dagariyaa ho
To phir kyun naa
Chalun mai bahakaa bahakaa re
Mere jivan me
Ye shaam aai hai
Muhabbat vaale
Zamaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Vo aalam bhi
Ajab hogaa
Vo jab mere
Karib aaegi meri qasam
Kabhi baiyyaa
Chhudaa legi
Kabhi hansake
Gale se lag jaaegi haay
Meri baaho me
Machal jaaegi
Vo sachche jhuthe
Bahaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Bahaaro me
Nazaaro me
Nazar daalun
To aisaa laage meri qasam
Vo naino me
Bhare kaajal
Ghughat khole
Khadi hai mere aage re
Sharam se bojhal
Jhuki palako me
Javaan raato ke
Fasaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
Milan ki masti
Bhari aankho me
Hazaaro sapane
Suhaane liye, hoo...
Chalaa jaataa hun
Kisi ki dhun me
Dhadakate dil ke
Taraane liye
La la la la la...
La la la la la...
La la la la la...
La la la la la
Hey hey hey hey hey...
Ho ho ho ho ho...
Hey hey hey hey hey...
Hey hey hey hey hey
La la la la la...
La la la la la...
La la la la la...
La la la la la
MERE MEHBOOB
Mere mehboob qayamat hogi
Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi
Meri nazrein to gila karti hain
Tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi
Mere mehboob...
Teri gali maein aata sanam
Nagma wafa ka gaata sanam
Tujhse suna na jaata sanam
Phir aaj idhar aaya hoon magar yeh kehne main deewana
Khatam bas aaj yeh wehshat hogi
Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mehboob...
Meri tarah tu aahen bhare
Tu bhi kisi se pyar kare
Aur rahe voh tujhse parey
Tuney o sanam dhaye hain sitam to yeh tu bhool na jaana
Ki na tujhpe bhi inayat hogi
Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi
Mere mehboob qayamat hogi
Aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi
Meri nazrein to gila karti hain
Tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi Mere mehboob
LAG JA GALE
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale ...
Ham Ko Mili Hain Aaj, Ye Ghadiyaan Nasib Se
Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Ham Ko Karib Se
Phir Aap Ke Nasib Men Ye Baat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale ...
Paas Aaiye Ki Ham Nahin Aaenge Baar-Baar
Baahen Gale Men Daal Ke Ham Ro Le Zaar-Zaar
Aankhon Se Phir Ye Pyaar Ki Barasaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hassin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale ...
EK LADKI BHEEGI BHAAGI SI
Ek ladki bhigi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm
Dil hi dil mein chali jaati hain
Bighdi bighdi chali aati hain... (x2)
Doondh laut ti huwi balka ti huwi
Saawan ke suni raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai
Ek ladki bhigi bhagi si..
Dagmag dagmag lehki lehki
Bhooli bhatki behki behki... (x2)
Machli machli ghar se nikhli
Paghli si kali raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm
Ek ladki bhigi bhagi si..
Tan bheega hai sar geela hai
Us kaa koyi pech bhi dheela hai(x2)
Tan ti jhukti chalti rukti
Nikli andheri raaton mein
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmm
Ek ladki bhigi bhagi si
AAPKI NAZRON NEY SAMJHA
Aapki nazaron ne samjha, pyaar ke kabil mujhe
Dil ki ai dhadkan thaher ja, mil gayee manzil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Ji hamen manzoor hai, aapka ye faisla
Keh rahi hai har nazar, banda paravar shukriya
Do jahaan ki aaj khushiyan ho gayee haasil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Aapki manzil hoon main meri manzil aap hain
Kyon main toofaan se darun mere saahil aap hain
Koi tufanon se kah de, mil gaya sahil mujhe
Aapki nazron ne samjha
Parh gai dil par meri, aapki parchhaiyan
Har taraf bajne lagin seynkrho shahnaaiyaan
Hanske apni zindagi mein, kar liya shaamil mujhe
Aapki nazron ne samjha
TUJHSE NARAZ NAHI ZINDAGI
Tujhse naaraz nahiin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Tere masum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
Tujhse naaraz nahiin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Tere masum sawaalon se
pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
Jeene ke liye sochaa hi nahi
Dard sambhaalane honge
Jeene ke liye sochaa hi nahi
Dard sambhalane honge
Muskuraaye to muskuraane ke
Karz utarne honge
Ho muskurauun kabhii to lagataa hai
Jaise honthon pe karz rakha hai
Tujhse naaraaz nahiin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Zindagi tere gam ne hamein
Rishte naye samajhaye
Zindagi tere gam ne hamein
Rishte naye samajhaaye
Mile jo hamein dhoop mein mile
Chaanv ke thande saaye
Ho tujhse naaraaz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Aaj agar bhar aai hain
Boondein baras jaayengi
Aaj agar bhar aai hain
Boondein baras jaayengi
Kal kyaa pataa inke liye
Aankhein taras jaayengi
Ho jaane kab gum hoya kaha khoyaa
Ek ansuun chhupaake rakhaa thaa
Ho tujhse naaraaz nahin zindagi
Hairaan hoon main
O hairaan huun main
Tere masum sawaalon se
Pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main
O pareshaan hoon main.
O MERE DIL K CHAYN
O Mere Dil Ke Chaen
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum
Jaane Jahan Sharma Gaye
Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai
Tum To Abhi Se Ghabra Gaye
Mera Kya Hoga Socho To Zara
Haye Aise Na Aanhe Bhara Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
Aap Ka Armaan, Aap Ka Naam
Mera Fasana Aur Nahin
Inn Jhukti Palkon Ke Siva
Mera Thikana Aur Nahin
Jachta Hi Nahin
Aankhon Mein Koi
Dil Tumko Hi Chahe To Kya Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
Yun To Akela Hi Aksar
Gir Ke Sambhal Sakta Hoon Main
Tum Jo Pakad Lo Haath Mera
Duniya Badal Sakta Hoon Main
Maanga Hain Tumhe Duniye Ke Liye
Ab Khud Hi Sanam Faisla Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chaen
NA TUM JANO NA HUM
Kyun chalti hai pawan
Kyon Jhume Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
Ye Madhoshiyaan Ye Tanhaiyaan
Tasavur Mein Hai Kiski Parchhaiyaan
Ye Bhiga Samaan Umangein Jawaan
Mujhe Ishq Le Ja Raha Hai Kahaan
Kyon Gum Hai Har Disha
Kyon Hota Hai Nasha
Kyon Aata Hai Mazaa
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
Dhadakta Bhi Hai Tadapta Bhi Hai
Ye Dil Kyon Achanak Bahakta Bhi Hai
Mehakta Bhi Hai
Chahakta Bhi Hai
Ye Dil Kya Vafa Ko Samajhta Bhi Hai
Kyon Milti Hain Nazar
Kyon Hota Hai Asar
Kyon Hoti Hai Sahar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhume Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Na Tum Jano Na Hum
Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
YEH MERA DIL YAAR
Yeh mera dil yaar ka diwana
Diwana diwana pyar ka parwana
Aata hai mujhko pyar me jal jana
Mushkil hai pyare tera bachke jana
Yeh mera dil yaar ka diwana....(x2)
Dil woh chahe jise, chahe jise use paye
Pyar woh yar ke jo nam peh hee mit jaye
Dil woh chahe jise, chahe jise use paye
Pyar woh yar ke jo nam peh hee mit jaye
Jan ke badle me jan lu nazrana
Yeh mera dil yaar ka diwana....(x2)
Pal pal ek halchal, dil me ek tufan hai
Aane ko hai woh manzil jiska mujhe arman hai
Pal pal ek halchal, dil me ek tufan hai
Aane ko hai woh manzil jiska mujhe arman hai
Bhulna naa tujhe dil kaa yeh takrana
Yeh mera dil yaar ka diwana
Diwana diwana pyar kaa parwana
Aata hai mujhko pyar me jal jana
Mushkil hai pyare tera bachke jana
Yeh mera dil yaar ka diwana....(x2)
EK LARKI KO DEKHA
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise khilta gulaab, jaise shayar ka khwaab
Jaise ujali kiran, jaise ban mein hiran
Jaise chandni raat, jaise narmi baat
Jaise mandir mein ho ek jalta diya
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise subah ka roop, jaise sardi ki dhoop
Jaise veena ki taan, jaise rangon ki jaan
Jaise balkhaayen bel, jaise lehron ka khel
Jaise khushboo liye aaye thandi hawa
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise naachta moar, jaise resham ki dor
Jaise pariyon ka raag, jaise sandal ki aag
Jaise solah shringar, jaise ras ki fuwaar
Jaise aahista aahista badhta nasha
Ho, ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
PEHLA NASHA
Pehla nasha, pehla khumar
Naya pyaar hai naya intezar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata... mm..
Pehla nasha, pehla khumaar...
Udta hi phirun in hawaaon mein kahin
Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin
Udta hi phirun in hawaaon mein kahin
Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin
Ikk kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla nasha...
Pehla khumaar...
Naya pyaar hai naya intezar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekarar
Mere dil-e-bekarar
Tu hi bata...
Tu hi bata...
Tu hi bata...
Tu hi bata... haa haa...
MERE SAPNO KI RANI
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan poochh rahi hain
Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan poochh rahi hain
Geet panghat pe kis din gaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Phool si khilke, paas aa dil ke
Door se milke chain na aaye
Phool si khilke, paas aa dil ke
Door se milke chain na aaye
Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Kya hai bharosa aashiq dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Kya hai bharosa aashiq dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Aa gaya to bahut pachtaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
Chali aa, tu chali aa
Chali aa, haan tu chali aa
ROOP TERA MASTANA
Roop Tera Mastana Pyar Mera diwana
Roop Tera Mastana Pyar Mera diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Raat Nasheeli Mast Sama Hai
Aaj Nashe Mein Sara Jahan Hai
Raat Nasheeli Mast Sama Hai
Aaj Nashe Mein Sara Jahan Hai
Haan Ye Sharabi Mausam Behkaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Ankhon Se Ankhen Milti Hai Aise
Bechain Hoke Toofan Mein Jaise (dono lines 2x)
Ankhon Se Ankhen Milti Hai Aise
Bechain Hoke Toofan Mein Jaise
Mauj Koi Saahil Se Takraaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
Rok Raha Hai Ham Ko Zamana
Door Hi Rehena Paas Na Aana
Rok Raha Hai Ham Ko Zamana
Door Hi Rehena Paas Na Aana
Kaise Magar Koi Dil Ko Samjhaaye
Roop Tera Mastana Pyar Mera Diwana
Bhool Koi Hamse Na Hojaye
HAI APNA DIL TOH AWARA
Hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa x2
(Haseenon ne bulaayaa, gale se bhee lagaayaa
Bahut samjhayaa, yahee naa samajhaa)
(Haseenon ne bulaayaa, gale se bhee lagaayaa
Bahut samjhayaa, yahee naa samajhaa)
Bahot bholaa hain bechaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
Hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
(Ajab hain diwaanaa, naa ghar naa thhikaanaa
Jameen se begaanaa, Palak se judaa)
(Ajab hain diwaanaa, naa ghar naa thhikaanaa
Jameen se begaanaa, Palak se judaa)
Ye ek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa
Hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
(Jamaanaa dekhaa saaraa, hain sab kaa sahaaraa
Ye dil hee humaaraa huaa naa kisee kaa)
(Jamaanaa dekhaa saaraa, hain sab kaa sahaaraa
Ye dil hee humaaraa huaa naa kisee kaa)
Safar mein hain ye banjaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
Hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
(Hua jo kabhee raajee, to milaa naheen kaajee
Jahaa pe lagee baazee, wahee pe haaraa)
(Hua jo kabhee raajee, to milaa naheen kaajee
Jahaa pe lagee baazee, wahee pe haaraa)
Ye yek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa
Hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa
GULABI AANKHEIN
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharabi yeh dil ho gaya
Sambhalo mujhko oh mere yaaron sambhalna mushkil ho gaya
Dil mein mere khwab tere tasveer jaise ho deewar pe
Tujhpe da main kyu huwa aata hai gussa mujhe pyar pe
Mai loot gaya maan ke dil ka kaha mai kahi ka na raha kya
kahu main dilruba
Bura hai jaadoo teri aankhon ka yeh mera kaatil ho gaya
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharabi yeh dil ho gaya
Maine sada chaha yahi daman bacha lu hasino se main
Teri kasam khwabo mein bhi bachta ra nazneeno se mai
Tauba magar mil gayi tujhse nazar mil gaya darde jigar sun
zara oh bekhabar
Zara sa haske jo dekha tune mai tera bismil ho gaya
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharabi yeh dil ho gaya
Sambhalo mujhko oh mere yaaron sambhalna mushkil ho gaya
fi
fi